Toota Dil Shayari, Dil Ki Kya Bisaat Thi
Toota Dil Shayari, Dil Ki Kya Bisaat Thi
दिल की क्या बिसात थी निगाह-ए-जमाल में,
इक आइना था टूट गया देख-भाल में।
Dil Ki Kya Bisaat Thi Nigaah-e-Jamaal Mein,
Ek Aayina Tha Toot Gaya Dekh-Bhaal Mein.
ऐसा नहीं है कि अब तेरी जुस्तजू नहीं रही,
बस टूट कर बिखरने की आरज़ू नहीं रही।
Aisa Nahi Hai Ki Ab Teri Justjoo Nahi Rahi,
Bas Toot Kar Bikharne Ki Aarzoo Nahi Rahi.

Comments
Post a Comment